![]() |
|
|
#1 |
|
Member
Join Date: Sep 2011
Posts: 44
|
mil bhi jaate hain to katarake nikal jaate hain
haiy mausam ki tarah dost badal jaate hain hum abhi tak hai giraftar-e-mohabat yaaron thokren kha ke suna tha ki sambhal jate hain haiy mausam ki tarah dost badal jaate hain mil bhi jaate hain to katarake nikal jaate hain wo kabhi apni jafa par na hua Sharmindaa hum samajhte rahe patthar bhi pighal jate hain haiy mausam ki tarah dost badal jaate hain mil bhi jaate hain to katarake nikal jaate hain umar bhar jinki wafaon pe bharosa kije waqt padne pe wahi log badal jate hain haiy mausam ki tarah dost badal jaate hain mil bhi jaate hain to katarake nikal jaate hain is tagafil pe ye alam ki har ek mehfil se wo bhi gate hue wali ki ghazal jate hain haiy mausam ki tarah dost badal jaate hain mil bhi jaate hain to katarake nikal jaate hain |
|
|
|
![]() |
| Thread Tools | |
| Display Modes | |
|
|